People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Panchhi Re Ude Gagan
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Gulzar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rahgir/Panchhi-Re-Ude-Gagan-Mast-Mast/PAFdUAJIYh4
Video:
panchi re ude gagan gagan mast magan
kiske sang lagi lagan kaisi lagan lagi re
panchi re ude gagan gagan mast magan
kiske sang lagi lagan kaisi lagan lagi re
panchi re ude gagan gagan mast magan
kiske sang lagi lagan kaisi lagan lagi re

kaisi chahto ki tujhe hawa lagi hai tujhe hawa lagi hai
kaunse milan ke liye vida lagi hai tujhe vida lagi hai
kaisi chahto ki tujhe hawa lagi hai
kaunse milan ke liye vida lagi hai
aasma pe mil gaya hai kaisa watan
kaisa watan kaisa watan re
panchi re ude gagan gagan mast magan
kiske sang lagi lagan kaisi lagan lagi re

ghat ghat bund chune chune ud jaye
ghat ghat bund chune chune ud jaye
pyasi matiyo me kahi jaye barsaye
pyasi matiyo me kahi jaye barsaye
kiske gaav jayega re kiske gaav jayega re
kiske watan kiske watan kiske watan re
panchi re ude gagan gagan mast magan
kiske sang lagi lagan kaisi lagan lagi re

chand si pari ke desh me bhi jayiyo ha ha desh jayiyo
sone wali baliyo ke kan laiyiyo ha ha kan laiyo
chand si pari ke desh me bhi jayiyo
sone wali baliyo ke kan laiyiyo
os wale moti leke aana watan aana watan aana watan re
panchi re ude gagan gagan mast magan
kiske sang lagi lagan kaisi lagan lagi re
panchi re ude gagan gagan mast magan
kiske sang lagi lagan kaisi lagan lagi re
Pyar Ke Badle Pyar Chahiye
Music: Usha Khanna
Lyricist: Pt. Madhur
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paanchwin-Manzil/Pyar-Ke-Badle-Pyar-Chahiye/FyJcZTwFcEQ
Video:
pyar chahie ha kahde ha kahde ha kahde
pyar ke badle pyar chahiye pyar ke badle pyar chahiye
ha kahde ha kahde ha kahde chota sa ikrar chahiye
chota sa ikrar chahiye ha kahde ha kahde bas ha kahde

bachpan ki wo rat nahi hai ab chut put barsat nahi hai
bachpan ki wo rat nahi hai ab chut put barsat nahi hai
haye mere bas ki bat nahi hai
haye haye mar dala ho allah mar dala
Music: Usha Khanna
Lyricist: Kulwant Jani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Alibaba-Marjinaa-OST/Hai-Ha
shababo husn ka shola sa ek lahraya hai
falak se chand ka tukda jami pe aaya hai
rukh me sajake chilman dil ki badake dhadkan
haye haye mar dala ho allah mar dala
haye allah mar dala

shababo husn to hamne khuda se paya hai
koi bekar hamko dekh ke lalchaya
khud hi badake uljhan kehte hai miya jumman
haye haye mar dala ho allah mar dala
haye allah mar dala

dikhlake husn sada chamkake chand adha
dikhlake husn sada chamkake chand adha
bijli gira rahe ho akhir hai kya irada
kya ho gya hai pibla kyu chhod di sarafat
muh pe safed dadi or uspe ye shararat
muh pe safed dadi or uspe ye shararat
jawani se jyada waqt pidi josh hota hai
are bhadkta hai chirag subah jab khamosh hota hai
abhi to hamne adha chand hi dikhlaya hai
abhi se apka iman dagmagaya hai
rukh se hati jo chilman bologe miya kallan
haye haye mar dala ho allah mar dala
haye allah mar dala

is umar ne molana ye kya khyal aaya
is umar ne molana ye kya khyal aaya
basi kali me kaise itna ubal aaya
aata hai dilbaro par hamko bhi mar ke jeena
budhe me or jawa me kya farq hai hasina
budhe me or jawa me kya farq hai hasina
jawani or budhape me bas itna farq hota hai
are ye kashti paar lagti wo beda garak hota hai
laholvilakuaat haseena kya keh dala aree maar dala jalim
hamari shan me jo ap ne farmaya hai
hamare dil pe khanjar mar ke tadpaya hai
sun le dil ke dusman tune chudake daman
haye haye mar dala ho allah mar dala
haye allah mar dala
do dilo me hamesha mohabbat rahe
Lyricist: Asad Bhopali
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Achha-Bura/Do-Dilon-Mein-Hume
do dilo me hamesha mohabbat rahe
mohabbat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe
do dilo me hamesha mohabbat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe

ye baharo ki sham de rahi hai payam
har kadam pe
har kadam pe tarange machalti rahe
chalke aankho se pyas dil kahe bar bar
jindagi me umange machalti rahe
jindagi me umange machalti rahe
tumse aabad sapno ki jannat rahe
jannat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe

ho mubarak tumhe dulha dulhan
bandh gaya aaj daman se daman
kah rahi hai ye dil ki dhadkan
sau janam tak na tute ye bandhan
sou janam tak na tute ye bandhan
devtao ki tum pe inayat rahe
inayat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe
do dilo me hamesha mohabbat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe
chand suraj ki jodi salamat rahe